Dil mein tera aarmaan, tera hi khayaal hain,
Aye jaan-e-jaan, teri ek najar ka sawaal hain
Zindagi ki ekk aur nayi raat, naya saal hain
Har jagah tera hi ehsaas, tu hi mere paas hai,
Deewano sa mohabbat mein ab hua ye haal hai
Tum hi toh ho chand mere ess jahaan ke,
Tere bin jeene ka na shoak, na majaal hai..!!
Ab nahi hota intejar, yado me teri bura haal hai
Zindagi ki ekk aur nayi raat, naya saal hain
No comments:
Post a Comment